Aa gaya m kavad le ke bhole tere pyar m - 2,
mujhse milne aana hoga ab tujhko haridwar m - 2,
Bhole baba teri leela nyari , Nandi ki tu kare sawari,
Bheed lagi bhakto ki bhari, Tu sabka palan haari,
Dam Dam damru baajra , Kawadiya khul ke nach raha,
H devo ke dev malik mere sar pe tera hath raha,
Ye haridwar se neelkanth , yaha jaap kre salosal tk,
Kedarnath se amarnath, Baba mera tu mere sath,
sabne kaha h sache man se, Gar m kawad launga,
Har ki paudi pe mere baba tere darshan paunga,
sabne kaha h sache man se, Gar m kawad launga,
Har ki paudi pe mere baba tere darshan paunga,
Tera darshan mil jaye to ho jaunga paar m - 2,
mujhse milne aana hoga ab tujhko haridwar m - 2,
Ho koi nhi mera jag m ek tera sahara hai,
Tera sahara milta usko jo duniya se hara hai,
Haar gaya hu m bhi bhole is beri sansar m -2
mujhse milne aana hoga ab tujhko haridwar m - 2,