Rakh Sir pe dahi matukiya - 2
Kaha chali gujariya matak matak - 2
Rakh Sir pe dahi matukiya - 2
Kaha chali gujariya matak matak - 2
Main Ja rahi mathura nagariya - 2
Mat Mose sawariya atak atak
Main Ja rahi mathura nagariya
Mat Mose sawariya atak atak
Tu baat kre kyon ukhdi mujhe bhookh lagi hai tagdi - 2
Mujhe bhok lagi hai tagdi - 2
Sab maakhan khau gatak gatak
Kaha chali gujariya matak matak
Javegi haddi chatak chatak
Mat Mose sawariya atak atak
Mat kar tu hatha payi mat jhatke naram kalayi - 2
Mat jhate naram kalayi - 2
Javegi haddi chatak chatak
Mat Mose sawariya atak atak
Sab maakhan khau gatak gatak
Kaha chali gujariya matak matak
Na Manu aaj gujariya teri dahi ki bhari matukiya - 2
Teri dahi ki bhari matukiya - 2
Mere dil m gayi hai khatak khatak
Kaha chali gujariya matak matak
Javegi haddi chatak chatak
Mat Mose sawariya atak atak